Khud Bataye Gi Mohabat ‘Mohabat Kya Hai,
Aaya Parwana Gira Shama Par Jal Jal k Mara
...
Tu Ab Bhi Soch Raha Hai Mohabat Kya Hai,
Ishq ko Bhool k Jannat Ki Hai Duniya Ko Talaash
Ishq Ki Aag Agar Dozakh Hai To Jannat Kya Hai,
Meri Badli Hui Rangat Meri Halat To Dekho,
Ab To Samajh Lo Mohabat Kya Hai…!
Ab To Samajh Lo Mohabat Kya Hai
NA JAO RAT BAQI HE ABI BADEL B KALE HAIN
NA JAO RAT BAQI HE ABI BADEL B KALE HAIN.........
JISE TUM AZAN SAMJI HOO WO KISI BE KAS K NALE HAIN..............
MAREZ E MOHBAT KA HE DAM E AAKHER UR WO HE ZEB E AARESH..........
...
UDHER HONTON PE LALI HE YAHAN JANO K LALE HE...............
QAMER TASBEH KEA HUM JA RAHE HE SOE E MEKHANA.......
KOI DEKHE TO YE SAMJE K BARE HI ALLAH WALE HAIN......
!~!~!~***Leave me alone***~!~!~!Don't worry about it........
Just leave me alone.............
I'm used to dealing with things.......
All on my own......
I made the mistake once...........
Of depending on someone else........
I'm always reminded though.....
I can only depend on myself.....
I try to believe.........
Someone else will be there........
But it always turns out the same....
It's to the point I just don't care.....
So when someone asks......
I see no need to pretend........
I know from experience.......
On others I can't depend.......
So I deal with things.......
The only way I know how.........
Others don't like it............
But I have to take care of me somehow.....
So, don't worry about it......
It's fine, just leave me alone....
No reason for you to feel guilty....
I'm used to dealing with things on my own.....
Pyar to Jis Haal Main Ho Dard He Deta Hy,Kabhi Apno Ki "JUDAI" sy,
Kabhi Kisi Ki "BEWAFAI" sy,
Kabhi Adhory "KHUWABON" sy,
Kabhi Jhooty "WAADON" sy,
Pyar Hamesha Dard Deta Hy,
Kabhi Rooh Ki "TARAP" ban kr,
Kabhi Dilon Ki "KASAK" ban kr,
Kabhi Tamasha "BANA" kr,
Kabhi Bharosa "CHURA" kr,
Pyar Hamesha Dard Deta hy...
Magar Phr B,Pyar,,,Pyar Hota Hy.....!
محفل میں اس خیال سے پھر آ گیا ہوں میں
شائد مجھے نکال کے پچھتا رہے ہوں آپ
Jinhen main dhundhta tha asmanon mein zaminon mein
Jinhen main dhundhta tha asmanon mein zaminon mein
wo nikle mere zulmat-e-khana-e-dil k makinon mein
mahine wasl k ghariyon ki surat urte jate hain
magar ghariyan judai ki guzarti hai mahinon mein
mujhe rokega tu ai nakhuda kya garq hone se
k jin ko dubna hai dub jate hain safinon mein
jala sakti hai sham-e-kushta ko mauj-e-nafas un ki
ilahi kya chupa hota hai ahal-e-dil k sinon mein
tamanna dard-e-dil ki ho to kar khidmat faqiron ki
nahin milta ye gauhar badshahon k khazinon mein
muhabbat k liye dil dhundh koi tutnewala
ye wo mai hai jise rakhte hain nazuk abginon mein
bura samajhun unhen mujh se to aisa ho nahin sakta
k main khud bhi to hun “Iqbal” apne nuktachinon mein
SUNO TUM AZM WALAY HO ...
SUNO TUM AZM WALAY HO ...
BALA KA ZABT RAKHTAY HO ...'
TUMHAIN KUCH B NAHI HO GA....
MAGAR DEKHO !
...JISAY TUM CHORAY JATAY HO ...
USAY TOW THEEK SAY SHAYAD...
BICHARNA B NAHI AATA...
SUNO TUM AZM WALAY HO
Woh shaks aisa gaya phir nazar nahee aaya
Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya
Woh shaks aisa gaya phir nazar nahee aaya
Wafa ke dasht mein raasta nahee mila koi
Siwayye gard-e-safar humsafar nahee aaya
Kisi chiraag ne poochi nahee khabbar meri
Koi bhi phool mere naam per nahee aaya
Pallat ker aane lagay shaam ke parinday bhi
Hamara subha ka bhoola magar nahee aaya
Humein yakeen hai Amjad woh wada khilaaf
Yeh umer kaise kategi agar nahee aaya ..!!
Usne jab jab bhi mujhe dil se pukara mohsin.
Usne jab jab bhi mujhe dil se pukara mohsin.
Me ne tab tab yeh bataya ke tumhara mohsin.
Log sadyon ki khataon pe bhi khush baste hain.
Humko lamhon ki wafaon ne ujara mohsin.
Jab agiya ho ye yaqin ab woh nahin aega.
Gham aur anso ne diya dil ko sahara mohsin.
Woh tha jab pas to jeene ko bhi dil karta tha.
Ab to pal bhar bhi nahin hota guzara mohsin.
Usko pana to muqadar ki lakeron men nahin.
Uska khona bhi karen kaisa gavara mohsin………
Wafa mein Ab yeh hunar Ikhtiyaar karna hai..
Wafa mein Ab yeh hunar Ikhtiyaar karna hai..
Woh sach kahay na kahay aaitbaar karna hai..
Yeah tujh ko jaagtay rehnay ka shouq kab say hua ?
Mujhay tu khair tera intazar karna hai
Hawa ki zad mein jalanay hain ansoon k chiraagh
Kabhi yeah jashan sar e rah’guzaar karna hai
woh muskura kay naey waswasoon mein daal gaya
Khayaal tha k ussay sharamsaar karna hai
Misaal e shaakh e barhana khizan ki rut mein kabhi
Khud apnay jisam ko bey barg o baar karna hai
terey firaaq mein din kis tarha kattain apnay
Keh shughal e shab tu sitaray shumaar karna hai
Chalo ye ashak hi moti samajh kay baich aein
Kisi tarha tu humain rooz’gaar karna hai
Kabhi tu dil mein chupay zakham bhi numayaan hoon
Qaba samajh kay badan taar taar karna hai
Khda janey ye koi zid, k shouq hai mohsin
Khud Apni jaan kay dushman say payaar karna hai
jiite rahane kii sazaa de zindagii ai zindagii
jiite rahane kii sazaa de zindagii ai zindagii
ab to marane kii duaa de zindagii ai zindagii
mai.n to ab uqtaa gayaa huu.N kyaa yahii hai qaayanaat
bas ye aa_iinaa haTaa de zindagii ai zindagii
Dhuu.NDane nikalaa thaa tujh ko aur Khud ko kho diyaa
tuu hii ab meraa pataa de zindagii ai zindagii
yaa mujhe ehasaas kii is qaid se kar de rihaa
varnaa diivaanaa banaa de zindagii ai zindagii
angrai par angrai leti hai rat judai ki
angrai par angrai leti hai rat judai ki
tum kya samjho tum kya jano bat meri tanhai ki
kaun siyahi ghol raha tha waqt k bahte dariya mein
main ne ankh jhuki dekhi hai aj kisi harjai ki
wasl ki rat na jane kyun israr tha unko jane par
waqt se pahle dub gae taron ne bari danai ki
urte urte as ka panchi dur ufaq mein dub gaya
rote rote baith gai awaz kisi saudai ki
مصروفیت میں آتی ہے بیحد تمھاری یاد
فرصت میں تیری یاد سے فرصت نہیں ملتی
فرصت میں تیری یاد سے فرصت نہیں ملتی
------------------------------------------------------------------------------------------------
محبّت تو شدّت کے بغیر ممکن نہیں" میرے مُنھ سے نکل جاتا یے۔
"نہیں، محبّت شدّت کی نفی یے" وہ پہلی بار مُڑ کر میری طرف دیکھتی یے۔ مُسکراتی یے۔ وہی رنگ پچکاری۔ فرحت سے بھری ایک پُھوار سی اُڑتی یے۔ پورٹریٹ کی ساری تلخی دُھل جاتی یے۔
"تم شدّت کو بُرا جانتی یو کیا؟" میں پُوچھتا ہُوں۔
"شدّت خود پرستی کا ایک رُوپ یے۔ میں اسے بُرا نہیں جانتی۔ بس... مجھے گوارا نہیں۔"
"تم محبّت کو کیا سمجھتی یو؟" میں پُوچھتا ہُوں۔
وہ میری طرف مُنھ موڑ کر بیٹھ جاتی یے۔ سوچ میں پڑ جاتی ہے۔ کہتی ہے "محبّت ایک پُرسکون کیفیت یے۔ وجدان ہے۔ نہیں" وہ زیرلب گویا خود سے کہتی یے "بتائی نہیں جا سکتی۔ صرف بیتی جا سکتی یے۔"
"نہیں، محبّت شدّت کی نفی یے" وہ پہلی بار مُڑ کر میری طرف دیکھتی یے۔ مُسکراتی یے۔ وہی رنگ پچکاری۔ فرحت سے بھری ایک پُھوار سی اُڑتی یے۔ پورٹریٹ کی ساری تلخی دُھل جاتی یے۔
"تم شدّت کو بُرا جانتی یو کیا؟" میں پُوچھتا ہُوں۔
"شدّت خود پرستی کا ایک رُوپ یے۔ میں اسے بُرا نہیں جانتی۔ بس... مجھے گوارا نہیں۔"
"تم محبّت کو کیا سمجھتی یو؟" میں پُوچھتا ہُوں۔
وہ میری طرف مُنھ موڑ کر بیٹھ جاتی یے۔ سوچ میں پڑ جاتی ہے۔ کہتی ہے "محبّت ایک پُرسکون کیفیت یے۔ وجدان ہے۔ نہیں" وہ زیرلب گویا خود سے کہتی یے "بتائی نہیں جا سکتی۔ صرف بیتی جا سکتی یے۔"
---------------------------------------------------------------------------------------------
غزلیں نہیں لکھتے ہیں قصیدہ نہیں کہتے
لوگوں کو شکایت ہے وہ کیا کیا نہیں کہتے
اور اپنا یہی جرم کہ باوصفِ روایت
ہم ناصحِ مشفق کو فرشتہ نہیں کہتے
اجسام کی تطہیر و تقدس ہے نظر میں
ارواح کے حالات پہ نوحہ نہیں کہتے
ہم نے کبھی دنیا کو حماقت نہیں سمجھا
لوگوں کو شکایت ہے وہ کیا کیا نہیں کہتے
اور اپنا یہی جرم کہ باوصفِ روایت
ہم ناصحِ مشفق کو فرشتہ نہیں کہتے
اجسام کی تطہیر و تقدس ہے نظر میں
ارواح کے حالات پہ نوحہ نہیں کہتے
ہم نے کبھی دنیا کو حماقت نہیں سمجھا
ہم لوگ کبھی غم کو تماشا نہیں کہتے
انسان کے چہرے کے پرستار ہوئے ہیں
اور قاف کی پریوں کا فسانہ نہیں کہتے
وہ بھی تو سنیں میرے یہ اشعار کسی روز
جو لوگ نئی نسل کو اچھا نہیں کہتے
مصطفی زیدی
انسان کے چہرے کے پرستار ہوئے ہیں
اور قاف کی پریوں کا فسانہ نہیں کہتے
وہ بھی تو سنیں میرے یہ اشعار کسی روز
جو لوگ نئی نسل کو اچھا نہیں کہتے
مصطفی زیدی
------------------------------------------------------------------------------------------------------------